icon
icon(1)
icon
icon
logoForum - Allah ne tum par Maa ki Nafarmani haraam qarar di hai
Hadees Pak | Allah ne tum par Maa ki Nafarmani haraam qarar di hai
icon icon MONSTER icon *
Creator: * MONSTER icon
* Created by: Mayil 09, 2022 - Monday, 02:56 PM
Name: Allah ne tum par Maa ki Nafarmani haraam qarar di hai
Hadith: Wo amal jinhe Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Haraam qarar diya hain, Rasool-Allah Salllallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah ne tum par Maa ki Nafarmani haraam qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat (maang karna) bhi haraam qarar diya hai, ladkiyon ko zindah dafan karna (bhi haraam qarar diya hai) aur qail waqal (fuzool baatein) kasrat sawal aur maal ki barbadi ko bhi napasand kiya hain.
---
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ نے تم پر ماں کی نافرمانی حرام قرار دی ہے اور ( والدین کے حقوق ) نہ دینا اور ناحق ان سے مطالبات کرنا بھی حرام قرار دیا ہے ، لڑکیوں کو زندہ دفن کرنا ( بھی حرام قرار دیا ہے ) اور قیل وقال ( فضول باتیں ) کثرت سوال اور مال کی بربادی کو بھی ناپسند کیا ہے ۔
----
The Prophet (ﷺ) said, "Allah has forbidden you ( 1 ) to be undutiful to your mothers (2) to withhold (what you should give) or (3) demand (what you do not deserve), and (4) to bury your daughters alive. And Allah has disliked that (A) you talk too much about others ( B), ask too many questions (in religion), or (C) waste your property."
----
Sahih al-Bukhari 5975
Share (0)
No comments in the topic
*
* Forum | Islamic | Hadees Pak
* Home
© www.pak4m.com - 2024.
Online: 0 & 11 | Mobile version
About Us | Contact Us | Privacy Policy | Terms & Conditions
PGen: 0.014 Sec
© Pak4m.Com